Bitcoin se paise kaise kamaye

0
Helo dost aaj ham Bitcoin se paise kamane ka tarika janege.Bitcoin kamane ka tarika jane se pahle ye janna jaruri hai ki ye kya hai? Paise kamane ka tarika sabhi janna chahte hai. Ye ghar baithe paise kamane ka aasan tarika hai. Bitcoin se related kuch questions hai jiska answer is article me diya jayega.
  • Bitcoin kya hai?
  • Bitcoin account kaise banaye?
  • Bitcoin kamane ka tarika and kaise kharide?
bitcoin kya hai

BitCoin Kya Hai ??

Wikipedia ne bataya hai ki Bitcoin ek crpytocurrency and payment system hai. Ise Satoshi Nakamoto name ke programmer ne develop kiya hai. Sabse pahle 31 October 2008 ko iske bare me pata chala.

Lekin mere research me mujhe pata chala hai ki Bitcoin ek virtual bank hai. Just like share market ki tarah. Jaha par aap apna paisa invest karke bitcoins banate hai. Aur kuch days me ye bitcoins apke lagaye huye paise se adhik ho jata hai aur ise aap apne bank account me transfer kar sakte hai.
Note: Bitcoin and bitcoins me difference hai. Bitcoin company ka name hai aur bitcoins currency ka.

Bitcoin Kamane ka Tarika 

Man lijiye ki 1 Bitcoin ka price 17 Feb 2017 ko 50,000 hai. Aur aaj maine Bitcoin pe Rs 50,000 invest karke 1 bitcoin kharida hai.
Kuch days baad 20 Feb 2017 ke baad 1 bitcoin ka price Rs 70,000 ho gaya. to 20 Feb 2017 ko mai apne bank account me ye amount transfer kar sakta hu. Iska matlab Rs 50,000 amount 3 days ke baad Rs 70,000 ho gaya. Jise mujhe 3 days me Rs 20,000 ka profit hai.

Note: Jaruri nahi ki Bitcoin se humesa fayda hoga. Kabhi aisa bhi hota hi bitcoin ka rate dollar and rupee ki tarah down ho jata hai.
Jaise agar Rs 50,000 me 1 bitcoin hai aur kuch days baad 1 bitcoin ka rate Rs 40,000 bhi ho sakta hai.

Bitcoin currency rate kaise fix kiya jata hai.

Bitcoin currency ka rate fix karne ke liye bank and comapny nahi hota hai. Lekin ye dusre currency ki tarah hi change hota rahta hai. Jaise rupee ki kimat dollar ke hisab humesa chanbge hoti rahti hai.
Lekin yaha bitcoins ke demand par iska rate change hota hai.Yadi bitcoins ka demand adhik hoga to iska rate badhega aur iska demand kam hoga to iska rate bhi ghatega.
Friends bitcoin rate fix nahi hota hai. Present me 1 bitcoin ka rate Rs 69,000 hai. But ye change hota rahta hai.

Post a Comment

0Comments

Manbhawan Pandey

Post a Comment (0)