Google par website kaise banaye?
How to make free blogspot blog? Blogger par blog ka easy method kya hai? New website kaise banaye? New website, free blogger blog banane ka sabse easy method kya hai?Blogger par blog kaise banaye? |
Blog se related ye sabhi question bahut se logo ke mind me hote hai aur ve iske bare me logo se me puchte hai internet par search karte rahte hai. Blog ya website banane se related in sabhi question ka answer aapko is article me milega.
Aap bhi blog banna chhate hai. Aur apne dil ki baat, experience ko internet par share karna chahte hai. Sabse achi bat aap blog bana ke usse paise bhi kama sakte hai. Ye sab possible hai blog se . Jis tarah aap e-mail likhte hai. Blog bhi isi tarah ka hota hai. Blog start karne se pahle hume ye sochna hoga ki, kaun sa platform blogging ke liye perfect hai? Blog banana bahut easy hai but usko handel karna bahut easy nahi hai. Blog se paise kamane ke liye mehnat karni hogi to chaliye ham topic pe aate hai.
Blog aur Website me kya antar hai.
Blog Banane Ke Liye Blogger Kyun Choose Kare
Blogspot, tumblr, wordpress, weebly etc platform par blog bana sakte hai. Blogspot ki sabse achhi baat ye hai ki iska developer Google hai. Google internet world ka sabse popular brand hai. Isliye hum google ke develop kiye gaye blogspot par believe kar sakte hai.Also read this: Blog और Website मे क्या अंतर है।
Blogspot par blog banane se ek fayda free hosting ka bhi hai. Blogspot par blog banane se hosting kharidne ki jarurat nahi hai. Google blogspot par blog banane wale ko free hosting service deta hai. To sayad aap samajh gaye honge free hosting ke liye kaun sa platform use karna chahye, ya phir blogspot par blog kyun banana chahye.
Aagar aap kisi company se hosting karvayege to uska ve monthly paisa lete hai lekin ye blogger par free hai.
Blogspot par blog banane se pahle kya karna chahiye
Blog banane se pahle aapko domain name ke bare me sochna hoga. Domain name ko blog address (website address, URL) ko bhi bol sakta hai. Domain name blog ka address hota hai. Jaise iss website ka domain name apkijankari.blogspot.com Is blog me jankari ki chije di jati hai isliye iska name apkijankari hai.Maine abhi domain name purchase nahi kiya hai isliye mere blog ke name ke bad blogspot.com laga hai.
Blog ka domain name kya rakhe?
Blog ka domain address simple and easy rakhe. Aap kis topic par blog likhne wale hai, pahle wo soche, phir topic se realted hi url address rakhe. Isse visitors apke blog address ko yaad rakh payega. Blogger par blog banane ka method follow kare.
Blogspot Par Blog Kaise Banante Hai? Blogger par blog banane ka Method Kya Hai?
Blogspot par blog banana easy hai. Apko sabse pahle blogspot.com par jana hoga. Phir apne gmail id se login karna hoga. Gmail id se isliye login karna jaruri hai kyunki blogspot google ka product hai. Jinke pas gmail id nahi hai wo pahle gmail par account banaye aagar aapko gmail account banana nahi aata to yaha par click karke read kare ki g-mail account kaise banate hai. Login karne ke baad blog name and url address, other information fill karna hai. Phir template (theme) select kare. Apoka blog ready ho jayega. Iss process me sirf 10 minute ka time lagta hai. Kuch logo ne mujhse pucha hai mobile se blog kaise bannate hai. Mobile se website banane ke liye aap chrome browser ka use kare. Waise agar aap pc se blog bannyege to jayda bettre rahega. Step by step jane kaise blogspot par new blog banate hai.Creat your blog pe click kare |
1. Blogger.com website apne browser me open kare.
2. Create Your Blog option ko select kare.
3. Gmail id se login kare.
Tittle aur blog addresh dale |
4. Blog ka Title, Address, Template select kare.
Title me apne blog ka name likhe.
Address me blog ka website URL type kare. Internet Browser par apka blog isi se open hoga.
Template select kare. Ye apke blog ka theme hua.
5. Phir Create Blog option ko select kare.
6. Blog create ho jayega.
Apka blogspot blog create ho chuka hai. I hope apka blog successfully create ho chuka hai. Blogspot par blog banana kitna easy hai apne dekh liye hoga. Blog banane ke baad isme kaise kya karna padhta kaise work kaise kare in sabse related post hamare blog par aate rahege. Aapko ye post kaisa laga aagar aapko blog banane me koi problem aaye to comment karke jarur bataye.
https://hindimehelpji.blogspot.com/2018/07/internet-se-related-important-facts.html?m=1 nice post
ReplyDeletehello bhai mera bhi blog blogspot par hi hai but ye samjh lo ki jitne bhi log blogspot par blogging kar rahe hain sirf apna samay barbad kar rahe hain aur kuch nahi isliye blogspot ko chhodo aur wordpress par chalo, aisa nahi ki main ye yun hi kah raha hoon ye mera 1.5+ year ka experience hai maine blogspot par sirf time hi barbad kiya hai. iska pata mujhe tab chala jab maine apna wordpress blog banaya .
ReplyDeletei need your help plz contact me 9631666520
DeleteNice read! Very informative. Something interesting
ReplyDeleteWeb Hosting in Pakistan
apne bahut hi achhi jankari di hai.. and pankaj bhai apne bhi sahi baat kahi hai mujhe bhi aisa anubhav ho rha hai
ReplyDeletehttps://www.freehelptips.in/2019/02/how-to-start-a-blog-for-beginner-in-hindi.html
blog kya hai? Nice details. Apne kaafi achi tarha se samjhaya. Dhanyawaad blog kya hai? ye pata chal gaya ye post mast hai.
ReplyDeletetext very good information thank for provide
ReplyDelete
ReplyDeleteBLOG KAISE BANAYE
bahut achaa jankari hai
ब्लाॅग कैसे बनाए पैसे कैसे कमाऐ बहुत ही अच्छा जानकारी है ।
ReplyDelete